Woh kudh Ayenga mera raasta mai, mai zindagi ko aisa mor dungi.
Nafrat nahi hai kisi se, Bas Ab koi achaa nahi lgta.
Kya likhon dil ki haqeeqat arzoo behoosh hai, Khat pe ansu beh rehe hain aur kalam kaamosh hai.
Tum gheroon ki batain karti ho, hum ne apne bhi azmaye hain.
Log kantoon se bach kar chalte hain hum ne phoolon se zakham khaye hain.
Barishoon ki bundoon se aa rahi hai mahek teri, shayaad tu kahi bhig raha hai ghulaboon ki tarha.
Nigha,hon mai koi bhi dosra chehra nahi aya, bharosa hi kuch aisa tha tumhare lot ane ka.
Akaar tu saabhi mai hoti hai, par jhuktaa bus wohi hai jise fikar hoti hai.
Hamari tu wafaa bhi tumhain gawara nahi, kisi be wafaa se nibhaoo gi tu bohut yaad ainge hum.
Muskurana sikhna parta hai, rulana tu log sikha dete hain.
Zooq ahsaas mai hoti hai takleef sara,saar, ache rehte hain woh log jo kisi ki paarwa nahi karte.
Kiyoon basa lete hoo in logoon ko dil mai, jo dil ki basti mai chand dino ke mehman hote hain.
Tags sad poetry status, sad poetry love, Shayari in Urdu
Why on earth did you write your said poetry in Arabic? How am I to read it? Please please I love your blog but write some poems in English... xx
ReplyDelete