August 23, 2018

Poetry - Tujhe bhulne Ki Dua Karoon


alone girl sad image
Add caption
Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein ke meri Nazar Ko Khabar Na Ho
Mujhe Raat Ke Nawaz De Magar uske baad Sahar Na Ho
Woh Bada Raheem ya Kareem Hai Tujhe ye saft bhi aata kare.
Tujhe bhulne Ki Dua Karoon Toh Meri Dua mein Asar Na Ho
Mere Bazoo,an Mein Thaki Thaki abhi mahu khuwab hai Chandni.
Naa Uthey Sitaron Ki Palki Abhi ahatoon ka guzaar Na Ho.
Na Mujhe kharabey Ki Roshni Kabhi bey Chirag Yeh Ghar Na Ho.
Woh farq hoo Ke wasaal Ho Teri Yaad Meheke gi Ek Din.
Wo Gulab ban kar khelega kya Jo Chirag Ban kar Jala Na Ho.
Kabhi Dukh De Kabhi badliyaan Dil wa jaan se dono Qubool Hain.
Magar is Nagar Mein Na qaid kar jahaan Zindagi Ki Hawa Na Ho.

0 comments:

Post a Comment