October 7, 2018

Poetry Mere dard-e-Dil

A man walking alone

Jaab Bahaar aye tu sehra ki taraf chal nikla
sehne gull chor gayaa dil meraa pagal nikla
jaab isey dhoon ne niklaa tu nishaan taak naa mila
dil main mojood rahaa ankhoon sey uajhaal niklaa
ek mulaqaat thi jo dil ko sadaa yaad rahi
hum jisey umar samajhtey the woh ek paal niklaa

Wasaal wa hijaar Ko kathir Mein laane wala nahi, Mera Taark Meri Jaan Zamane wala nahi.
Tu isko zabt samajh yaa Meri Amanat keh De, Mai apne Dard Kisi Ko batane wala nahi

Mujhse ruth jate hain aksar apne, shayaad mere khuloos mai kami si rahi hai.

Dil ki zid ho tum warna, in ankhon ne bohut log dekhe hain.

Bohut maan tha jin pe, bare be emaan nikle woh.

Reh gaye hain jo ilzam, woh mere kafan mai likh dena.

0 comments:

Post a Comment